From one of the most peaceful and scenic islands of the beautiful country Maldives here's our #SANAMrendition of the super hit song 'Gulabi Aankhen' from the 1970 movie 'The Train'. "Gulabi Aankhen | Sanam" Song Info MAINLY THIS SONGS BY TOTALLY SANAM PURI AND HIS GROUP ,BT ORIGINAL SONGS CREDIT GIVEN BELOW: Singer Mohammad Rafi Music Director R.D. Burman Lyrics Anand Bakshi Film The Train (1970 film) Label Universal Music Group O… Gulabi aankhen jo teri dekhi Sharabi ye dil ho gaya Sambhalo mujhko o mere yaaron Sambhalna mushqil ho gaya Gulabi aankhen jo teri dekhi Sharabi ye dil ho gaya Dil mein mere khwaab tere Tasveer jaise ho deewar pe Tujhpe fidaa main kyun hua Aata hai gussa mujhe pyar pe Main lut gaya Maan ke dil ka kaha Main kahin ka na raha Kya kahu main dilruba Bura ye jaadu Teri aankhon ka Ye mera qaatil ho gaya Gulabi aankhen jo teri dekhi Sharabi ye dil ho gaya Maine sada chaha yahi Daaman bacha lu haseeno se main Teri kasam khwabon mein b
Coke Studio Season 9| Episode 2 Song Name: Afreen Afreen Nusrat Fateh Ali Khan was one of the shining lights of Pakistan, a Qawwali Shahehshah whose talent was heralded both locally and globally. To celebrate the legend that still lives 19 years on, Coke Studio presents Afreen Afreen, Rahat Fateh Ali Khan & Momina Mustehsan, Episode 2, Coke Studio 9 "Afreen Afreen| Rahat Fateh Ali Khan & Momina Mustehsan" Song Info Song Afreen Afreen Artist Rahat Fateh Ali Khan, Momina Mustehsan Writers Juan Aguilar Sa Ni Dha Ga Ni Ni Ni Dha Dha Ni Dha Ga Ma Ma Sa Ga Ma Ga Dha Dha Ma Dha Ni Dha Ni Dha Ni Dha Ni Dha Ni Dha Pa, Pa Dha Ma Ma Pa Ga Ga Re Ga Ma Ga Pa Ma Ga Re Afreen Afreen Afreeeen Afreen Afreen Afreeeen Afreen Afreen Afreeeen Afreen Afreen Afreeeen Husn-E-Janaa Kee Tareef Mumkin Nahi Afreen Afreen Afreeeen Afreeen Tu Bhee Dekhe Agar To Kahe Hamnsheeen Afreen Afreen Afreeeen Afreen Afreen Afreeeen Afreen Afreen Afreeeen Afreen Afreen Afreeeen Aisaa Dekhaa Nahi Khubsoor
TU HI RE LYRICS ARE TAKEN BY BOMBAY MOVIE IN 1995.AND DIRECTOR BY MANI RATNAM.AND MUSIC DIRECTOR A R RAHMAN. "Tu Hi Re lyrics- Bombay (1995)" Song Info Tu Hi Re Bombay (1995) Full HD Movie Bombay (1995) Director Mani Ratnam Cinematography Rajiv Menon Music director A. R. Rahman Movie Playback Singers Hariharan, Kavita Krishnamurthy Tu hi re, tu hi re tere bina main kaise jiyu Aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko Jaan re, jaan re, in saanso mein bas jaa tu Chaand re, chaand re, aajaa dil ki zameen pe tu Chahat hai agar aake mujhase mil jaa tu Yaa phir aaisa kar, dharti se mila de mujhko Tu he re, tu he re tere bina main kaise jiyu Aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko In saanso ka dekho tum paagalpan ke Aaye nahi inhe chain Mujhase ye boli main raahon mein teri Apne bichhaa du ye nain In uunche pahaadon se jaan de dunga main Gar tum naa aai kahi Tum udhar jaan ummeed meri jo todo Idhar ye jahaan chhodu main Maut aur, zindagi, tere haathon mein de diya re Aayi
Comments
Post a Comment